Rishto ki fikr karna chhod do jise jitna sath dena hai woh utna hi dega
Mere Irade meri tagdeer badalne ke liye bahut hai meri mehnat meri lakire badalne ke liye bahut hai
Hatho ki lakiron pe mat ja ghalib Kismat unki bhi Hoti hai jinke hath nhi hote
Is bar bo lute to Puri Tarah lute Awaaz Na Aaye magar Dil Puri terha toote
Dena hi hai to koi jahar de
Ab koi dua na de
Kabhi in hathon ki lakiron ko Gaur se Dekha hai Faraz kis Tarah log nikal jate Hain aasani ke sath
Umeed rakhe Na woh Kisi aur se Use kahana har shaks mohabbat nhi karta
Kyon bharosa karti ho gairo per jab chalna hai apne pairo per
Mujhse bichad Kar uska takabbur bichad Gaya mil raha ab azazi ke sath
Barbad karne ke aur bhi raste the Na jaane unko mohabbat Ka hi khayal kiyu aaya
Kadhvi Zindagi hoti hai Sahab sharab to bus ehsas dilati hai
Fursat mile to kabhi hamen bhi yad kar lena
Badi Pur raunak Hoti hai yade ham fakiro ki
0 Comments
Please do not spam