Dost bankar Jo dhokha De Usse
bada koi dushman Nahin ho sakta
Acche dost Kabhi matlabi Nahin Hote
Matlabi log Kabhi acchi Nahin Hoti
Kaise bharosa karun gairon ke pyaar per
Yahan Apne hi Maja lete hai apnon ki haar pr
Dhokha dena to Teri fitrat hai woh to ham hi kamine
aashiq the Jo Ek matlabi se Dil laga baithe
Matlabi mohabbat bus thode samay tak sath chalti hai
Matlab nikalte hi beach mein chhod bhag nikalti hai
Matlabi log zindagi mein
Sirf aur sirf tabhsi laate hain
Ek ganda rishta jindagi kharab kar deta hun
Ek ghatiya isan badnami kar deta hai
Mujhko chhod ne ki vajah to bata dete
Mujhse naraj the ya mujh Jaise hajar the
Libas Kitna bhi kemti ho Ghatiya
insaan ko chupa Nahin Sakta
Jara hamari najron se bhi Dekho
Kitne ghatiya ho tum janab
0 Comments
Please do not spam