Jo ghat raha hai mujhmein woh mein hun
Jo badh Raha hai mujhmein woh tum ho
Badon ki Tarah ishq bhi adhura Raha
Mulakatein kam Hoi intezar zaada Raha
Daleel Nahin samajh mein aati mujhe
Mere liye ishq ka matlab sirf tum ho
Mera ishq mukammal hai akele hi
Tere hisse ki mohabbat bhi maine ki hai
Meri khairiyat bhi Nahin poochi usne
Jiski fikra mein Ek umr gujar Di mein
Ek khata to Mene bhi ki hai
Chaha hai tujhko Teri ijazat ke Bina
Yahi to raaz e ulfat hai
Mujhe ishq faqat tumse hai
Waqt badla hai aur mere halat bhi Per Mera ishq na Kabhi badla hai na Kabhi badlega
Tujhse Jud gai hai ruh is kadar
Agar Juda ho jaaye to mar Jaye
Teri chahat kiya Mili is Dil ko
Kuch or ab ye chahata hi nhi
Tehar sa jaata hai waqt aaj kal
Dil me jab Tera khayal aata hai
Ishq Ka apna alag hi nasha hai
Isme Barbaad hone bhi Maza hai
Tum sath ho To dooriyan apni si lagti hai Varna to seene mein saase bhi parai si lagti hai
Kuchh aisa mukammal sar ishq hai Mera
Ki woh pass bhi nahin fir bhi aane ki ummid hai
Ab khamoshiyon mein najar aane laga hai Woh jise ek umr lafzon se chhupa rakha tha
Tumhare pass to fir bhi tum ho
Mere pass to main bhi nhi
Jise Tu Chahta hai Woh tujhe Mubarak murshid mujhe Na De mashware bhool Jane ke
Siddat e ishq Khair ho Teri
Kaisa alam Me lake chod Diya
0 Comments
Please do not spam