Yu Na Nikla Karo aaj kal raat koChand chup jayega dekh kar aapko
Tareef Karun kya TeriKuch Alfaaz Hi Na mileJab Se dekha Hai tumkoDil me Arman se Jage
Duniya mein Tera husn meri Jaan salamat raheSadiyo Tak jameen per Teri kayamat rahe
Jab maine chand ko apna chand dikhayaRaat me nikla par husn pr nhi itraya
Usne Mahboob ki tareef kuch is kadar kiRaat bhar aasmaan me chand bhi dikhayi na diya
Nigha uthe to subha hoJhuke to shaam hoEk baar muskura bhar doTo katle aam ho jaye
Masoom si Surat Teri Dil mein utar jaati HaiBhul jaaun tujhe kaise Tu Mujhe har jagah najar a jaati Hai
- Also read 200+ mohabbat shayari in urdu
- Also read sadness quotes in Urdu
Mere Dil ki dhadkanon ki vah jarurat si HaiTitliyo Jaisi najuk pariyon Jaisi khubsurt si Hai
Tareefo se ji bhara sa haiEk woh nhi to sab adhura sa hai
Ae Sanam jisne tujhe chand si Surat di haiUsi allah ne mujh ko mohabbat di hai
Na pucho husn ki tareef hamseMohabbat jis se ho bas woh hasi hai
Ajab teri hai ae Mahboob suratNazar se gir gaye sab khubsurat
Tere husn Ko kisi parde ki jarurat hi kya haiKaun rehta hai hosh mein tujhe dekhne ke bad
Kya husn tha ki aankhon Se dekha hajar barFir bhi najar ko hasrat e Didar rah gai
Ishq Ko jab husn se najar Milana a GayaKhud BA khud ghabra ke kadmon mein jamana a Gaya
Hansi To aur hai lekin koi Kahan tujh saJo Dil Jale bahut fir bhi dilruba Lage
- Also read 70+ badmashi poetry in urdu
- Also read 100+ attitude quotes
- Also read 50+ attitude poetry
Husn ke samajhne ko umra chahie JanaDo ghadi ki Chahat mein ladkiyan nahin khulti
Tumhari aankhon ki toheen Hai Jara sochoTumhara chahane wala sharab pita Hai
Husn walon Ko kya jarurat hai sawarne kiVah to saadgi mein bhi Qayamat si Ada rakhte Hain
Masoomiyat se bhara khubsurat chehra HaiUse per Kale til ka pehra hai
Yah Jo nigahon Se hamare Dil Ko halal karte hoKarte to vaise jurm Ho lekin Kamal karte Ho
Dekh kar tumko yaki hota HaiKoi itna bhi haseen hota HaiDekh paate Hain hum kahan TumkoDil kahin hosh kahin hota Hai
Vah Ghar Se ban Sanwar kar jab kabhi nikalte HainUnse Roshni lekar so chirag jalte Hain
Teri zindagi bhi Jaaneman kitni bemisal haiSari duniya Hai Marti tere husn Ka Kamal hai
Tujhko dekha To fir usko dekha Na GayaChand kehta Hi Raha main Chand hoon main Chand hoon
Tere Dard ko hi aah ka haq haiJaise tere husn ko nigha ka hak haiMujhe bhi ek Dil Diya Hai khuda neMujh nadan Ko bhi ek gunah ka hak hai
Mujh ko maloom nahi husn ki tareefTeri najron mein haseen woh hai jo tumsa hai
Chand ki chamak bhi fiki lagti HaiTu pariyon Se jyada khubsurat dikhti hai
Badi fursat Se banaya Hai khuda ne tujheBarna surat Teri is kadar na Chand Se milati
Husn ki wadiyo mein khoye hue Hain sabAur kahate Hain Mohabbat karte Hain ham
Bazaar mein Ishq nahin sirf husn bikta haiIshq ibadat Hai Jo Naseeb se milta Hai
Surat ki nahin Sirat ki baat karte HainIshq karne Wale sirf bichhane Se darte Hain
Khubsurat chehre ki baat Na karVah bewafa Hai use yad mat kar
Khushbu a Rahi Hai kahin Se taje gulab kiShayad khidki khuli rah gai hogi unke Makan ki
Aankhon mein Teri koi Karishma jarur haiTu jisko dekh le vah behakta jarur hai
Bahut khubsurat Hai hamara SanamKhuda Aisa chehra banata hai kam
- Also read 45+ love poetry in Urdu
- Also read 70+ sad love poetry in urdu
Unki tareef kya puchte Ho umr sari gunaho mein gujari haiAb sareef ban rahe Hain aise Jaise vah Ganga nahaye hue hain
Tere husn per tareef Bhari kitab likh detaKash ki Teri wafa tere husn ke barabar hoti
Sochta Hun har kagaj per Teri tarif karun phir khyalAaya ki padhne wala bhi Tera Deewana Na Ho jaaye
Kya likhu Teri Surat ki tareef mein mere hakdamAlfaaz khatm Ho Gaye Hain Teri adaen dekh dekh kar
Ab ham samjhe tere chehre per til ka matlabHusn ki Daulat par darbaan bitha rakha hai
Milavat hai tere husn me itr or sharab kiTabhi me todha mehka hu todha behka hu
Shayad tujhe khabar nahin ae shame aarzuParwane tere husn pe kurban gaye hain
Ek line mein kya Teri tareef likhuPani bhi Jo dekhe tujhe To pyasa Ho jaye
Teri tareef meri shayari mein jab Ho jayegiChand Ko bhi kadar kam ho jayegi
Teri Aankhon ke Jadu Se Tu khud nahin Hai bakifYe Use bhi jina sikha de Jise Marne ka shauk hai
Uske chehre ki chamak ke samne sab sada LagaAasman per Chand pura tha magar aadha Laga
Pata Hai kyon har ShamChand aadha aata HaiKiyuki woh bhi teri khubsurti ko dekh kar sharmata hai
Ham to fana Ho Gaye unki Aankhen dekh kar ghalibNa jaane wo aaina kaise dekhte honge
Neend Se kya shikwa Jo aati nahin raat bharKasur to use chehre Ka Hai Jo Sone nahin deta
Bikhar jati hai khusbu si kisi ki yaad aate hiNa jaane Kaun savan bin mosam barsata hai
Dhire Se sarakti Hai RaatUske Aanchal ki tarahUska chehra najar aata HaiJhil mein likhe Kalam ki tarah
Tumhari ek nigah se katal hote haiEk Nazar humko bhi dekh loTum bin jindagi acchi nahin lagti
Phoolon Se khubsurat koi nahinSagar Se gehra koi nahinAb aapki tareef kya karunKhubsurti mein Aap jaisa koi nahin
Fizaon mein rang bikhre Tumhar Chand sa chehraMujhe Bechain kar ye tumhara Masoom Chand Sa chehraMere khatir sabarta Hai tumhara Chand sa chehra
Kiska chehra ab main dekhunChand bhi dekha.... phool bhi dekhaBadal bijali.......... Titli JugnuKoi nahin Hai Aisa...... Tera husn hai jaisa
Bahut khubsurat Hai hamara SanamKhuda banata hai chehra hamara
Tere husn Ka Deewana har koi hogaLekin meri Jaisi diwangi har kisi mein nahin hogi
Mera Ishq bhi Tera husn bhiGazlo mein Aakar bhul gaiMeri shayari ki kitaabKabhi kho gai kabhi mil gai
Subah ki lali Ho TumMere Dil mein basi Hui ek Aashiqui Ho Tum
Aur bhi is Jahan mein aaye Aashiq kitneUnki aankhon ko Tum Ko dekhne ki Hasrat Hai
Mil jaenge hamari bhi tareef karne WaleKoi hamari maut ki afwah to phelio ke dekho yaar
Dekh lete tum To fir ikrar Ho jataUljhane mit jati aur Pyar ho jata
Kuchh fizaayein rangeen Hai kuchh aap haseen haiTarif Karun ya chup rahun jurm donon sangini hai
Kahaan Tak Likhoon Ek Taaza Shayari Aapke LiyeAapke Husn Mein To Roj Ek Nayi Baat Hua Karti Hai
Hum To Fhana Ho Gaye Unki Aankhen DekhkarNa Jana Wo Aina Kaise Dekhte Honge
Also read 105+ motivational quotes
Also read 100+ poetry about life
1 Comments
Nyc collection
ReplyDeletePlease do not spam