70+ badmashi poetry in urdu sms | Attitude Poetry
Aaj Tak koi aisi Rani nahin Bani
Jo is Badshah ko apna gulam banaa sake
Meri badmashiyo ke to itne charche Hain
Ki kitabe kam pad jayengi padhte padhte
Tujhe kya Laga haar Gaye ham
Ham to haar kar bhi Dushman ko jitne ki Khushi de jaate Hain
Mere jalwon ke charche har gali mein milenge
Chaho to Google se poochh lo
Dard ki Kami nahin humko
Fir bhi chale Hain uske zakhmo par marham lagane
Kabhi meri Aankhon mein Aankhen dal kar to dekh
Tumhen bhi Pyar Na Ho jaaye to kehna
You nafrat To nahin kisi Se
Han lekin jo rishto ko samay Na de
Mujhe woh log pasand nhi
Ham Jaise sirfere hi itihaas rachte Hain
Samajhdar to Keval itihaas padhte Hain
Tu Mera jigri yaar nahin tu to hai mera
Bhai dekh ab mache gi duniya me tanhai
Naya naya hai bete Maine Khel purane khele Hain
Jin logon ke dam pe tu uchalta hai woh mere puraane chele hai
Ham thodi si style kya maare Dushman ki Aankhen badi Ho gayi
Abhi to entry Mari Hai aage aage dekho hota hai kya
Jeene wale jeen lete Hain jindagi Shan se
Aur jalne wale jal kara raakh ho jaate Hai
Samal ke chal nadan ye insanon ki basti hai
Yah To rab Ko bhi aazma lete hai Teri kya Hasti Hai
Agar Aasman Wale se aapke rishte majbut hai
To Jameen wale kuchh nahin bigaad sakte
Hamari Sharafat ka fayda uthana band kar do
Jis din ham Badmash Ho Gaye kayamat aa jayegi
Hamare dost to kisi jaadui tabeej Se Kam nahin
Gale lagate he sare gam khinch lete Hain
Badshah To main kahin Ka bhi ban sakta hun
Par tere Dil ki Nagari mein hukumat karne ka maja hi kuchh aur Hai
Teri akad mere paron ki dhool hai
Muslim hai ye mat bhool
Pita ki dolat pe kiya ghamand karna Maza to
Tab Hai Daulat apni ho aur pita ghamand Karen
Bhav ham dete nahin aur akad ham sehte nhi
Log kahate Hain ki Mera bhi samay aaega
Main kahta hun ki mera samay mein khud launga
Dahsath bnao to hamare Jaisi warna
Khaali daRana to kutte bhi jante Hain
Kisi Ko kuch dene ke liye
Haisiyat nahin niyat chahie
Ham Bhai bahan ki yari Sabse pyari
Jise dekh jaldi hi duniya sari
Tujhe rahana hai to rahe apni aukat mein Varna
Main Apni aukat per a Gaya tu jina bhul jaega
Hath mein Khanjar hi nahin Aankhon mein Pani bhi chahie
Hamen Dushman bhi thoda khandani chahie
Hathiyar to shok ke liye rakhe jaate Hain
Khof ke liye Aankhen hi kafi hai
Attitude to bacche dikhate Hain
Ham to logon Ko unki aukat dikhate Hain
Meri himmat ko parakhne ki gustakhi Na Karna
Pahle bhi kai tufano ka rukh Moad chuka hu
Kabhi ja kar ke dekh na photo lagi Hai Thane mein
Sher jaisa jigra chahie tere baap ko hath lagana mein
Mat karo meri peeth ke piche baat jakar kone me
Varna zindagi beet jayegi bus rone mein
Aukaat ka to waqt aane pe pata chalta hai
Raat ko Girdhar Kitna bhi chilla le
Subah to shero ka hi dabdaba hota hai
Shor gul machane se naam nahin Banta kaam aisa
kro ki khamoshi bhi akhbaro mein chap jaye
Marne Ka maja to tab hai
Jab katil bhi janaje per Aakar roye
Badi Se badi Hasti mit gayi Mujhe jhukane mein
Beta Tu To koshish bhi mat Karna
Teri umr Gujar jayegi Mujhe girane mein
Rootha hua Hai mujhse is baat per zamanna
Ki Shamil nahin Hai fitrat mein meri sar jhukana
Badi Ajeeb si aadat Hai hamari
Nafrat aur Mohabbat dono badi siddat se Karte Hain
Sabhi Hero nahin ban sakte Hero ke gujarne par
Tayaliya bajane ke liye bhi To kuchh logon ki jarurat padati hai
Bhai bolne ka haq main sirf dost Ko Diya Hai
Varna Dushman Aaj bhi hamen baap ke naam se jante Hain
Kyon bojh Ho jaate Hain woh jhuke hue kandhe Sahab
Jin per chadh ke Tum duniya dekha karte the
Hamara shauk to Talwar rakhne ka hai
Banduk ke liye to bacche bhi jid karte Hain
Chup kar baar karne Wale kayar hote Hain
Ham Badmash Hain Kayar nahin
Badmashon ki basti mein
Ek hi Hasti Hai only one me
Jahan per tumhari Badshahi khatam ho jaati Hai
Vahan se hamari badmashi shuru hoti hai
Dil naram dimag garam
Baki sab mere Khuda Ka karam
Ham Badshahi mein nahin Shareefo mein aate
Agar koi ungali Na Karen
Hamari Raghu mein woh khoon daudta hai
Tezaab pe gir jaye to Tezaab bhi Raakh ho jaye
Hamari badmashi aur dimag ka satakna
Samne wale pe depend karta hai
Agar ladna Hai To maidan mein aana
Talwar bhi Teri hogi aur gardan bhi
Usko hamari Surat se jyada
Hamari badmashio se pyar hai
Meri sadgi nahin meri Badmash Hi meri pahchan Hai
Varna mere Naam ke to hazaar insan hai
Awaaz ki baat mat kar mere samne
Log hamari khamoshi Se Hi dar jaate Hain
Bakif kahan ab Dushman meri udaan se
Vah koi aur the Jo har Gaye to kahan se
Anjam chahe Jo bhi Ho
Ab Khel to bada hi khelenge
Abhi bhi waqt hai khatm kar do mujhe
Baj Gaya to kohram macha dunga
Attitude Jo kal tha wo Aaj Hai
Zindagi aise jiyo Jaise baap Ka Raj hai
Jab tak shant hun shor kar lo
Kyunki jab meri Bari aaegi to awaaz bhi nahin nikal payegi
Main logon Ko jalata hun or ishi
Tarike se apni jindagi bitata hun
Kuch Sahi To kuchh kharab kahate Hain log
Hamen bigada hua navab kahati hain log
Tu wakif nahin mere junoon se
Nehla Dunga tujhe tere khoon se
Hamari Badshahi hamari nishani hai
Tujhko mujhse koi pareshani hai
Shareef banne ka jamana nahin rah Gaya
Kisi Ko izzat do to woh aap ko kamjor samajhta Hai
Zindagi agar ek Jung Hai
To hamari badmashi dabang hai
Vahan na dua kam kare na dawa
Jahan rob bhi Mera aur Raaz bhi Mera.
Sun beta ham risk lete Hain shaan se
Tabhi to jeete Hain bade Naam Se
Ham Badmash nahin sanskari mein
Pahle hath jod te Hain aur Na samjhe To muh Todte hai
Ham baat khatm nahin karte
Kahani khatam karte Hain
Sahi waqt per karva denge hado kaha ahsaas
Kuch talab khud Ko Samandar samajh baithe Hain
Dushman itni aasani se nahin bante
Bahut logo ka Bhala karna padta hai
Humse ulajhna kuchh aisa hai
Jaise barood ki dher per Chingari se khelna hai
Badmashi poetry with image Read more
Thank you
0 Comments
Please do not spam