Ghayal Sher ki sase uski
dhaad Se bhi jyada Khatarnak hoti hai
Dosti Dushmani donon hi majedar hain bus
Nibhaane ka dam hona chahie
Dost ko Daulat ki nigah se mat dekha karo
Wafa karne Wale dost Aksar Garib hua Karte Hain
Aisa koi Shahar nahin Jahan apna kahar nahin
Aisi koi gali nahin Jahan apni Chali nahin
Ham apna status dilo pe update
karte hain WhatsApp per nahin
Baap ke samne ayyashi
Aur hamare samne badmashi
Bhul kar bhi mat Karna beta
Ek din Apni bhi entry Sher Jaisi hogi
Jab shor kam khauf jyada hoga
Humse baat karni hai To Dil Se karna kyunki
Timepass to Mein selfie le kar bhi kar leta Hun
Mujhe harakar koi meri jaan bhi le jaaye Mujhe manjur Hai lekin Dhoka dene walo Ko main dobara mauka nahin deta
Maine kuch log Laga rakhe hain peeth piche baat karne ke liye pagaar kuchh nahin Hai unki per kam badi imandari Se Karte Hain
Attitude Ka woh Nasha chada Hai mujh par Jo Na utrega shakhsiyat bhale hi mithaye per ye Banda kisi ke aage na jhukega
Log kahate Hain ki Mera bhi samay aaega
Main kahta hun mera samay Mein khud launga
Kadar Hoti Hai Insaan ki jarurat padne par hi
Bina zaroorat ke to Hero bhi tijori mein rahte hain
Kisi Ko itna majbur bhi Na kar ki
Uski khamoshi tute aur tumhari dhajjiya uda de
Kbhi muqabla karna hai to maidan Mein aana
Upar wale ki kasam Talwar bhi Teri hogi aur gardan bhi Teri
Jhuti shaan ke parinde bhi jyada fadfadaate hai
Vaaj ki udaan me kabhi awaz nhi hoti
Wakif nahin Hai Tu abhi mere junoon se
Nahala Dunga tujhko tere Hi khoon Se
Digri tujhe Kisi bhi college mein milegi
Lekin knowledge to tujhe mere status pedh kar hi milegi
Bus vah Khush rahana chahie
Hamara kya ham to dusri pata lenge
Apna to koi friend nahin Hai
Sab sale kaleje ke tukde Hain
Gajab ki Dhoop hai mere shehar Mein
Fir bhi log dhup se nahin mujhse jalte Hain
Man liya ki tu sher Hai per jyada uchal mat
Ham bhi Shikari Hain thok denge
Duniya Ko Aag lagane ki koi jarurat nahin
Tum mere Sath chalo duniya to vaise Hi jal jayegi
Pehchan kya hoti hai duniya Ko ham bataenge
Bina Naam aaye the per Bina Naam ke nahin jaenge
Apne dushmanon Ko ek Salah deta hun
Sher ke baar aur mere yaar se hamesha dur rahana
Tumhari akad main kuch is kadar Todunga
Sach kahta hun kahin Ka nahin chhodunga
Ham thoda chup kya hue
Bacche Sur Machane lage
Jo dhul Tak nahin uda sakte
Vah hamen udane ki baat kar rahe hain
Ji bhar Gaya Hai To Bata do hamen
Inkar pasand hai intezaar nahin
Ham jindagi Mein aa to Gaye Hain Magar khayal rakhna ham Jaan de dete Hain Magar jaane nahin dete
Jeet hasil karni ho to kabiliyat badhao kismat ki roti tu kutton ko bhi Naseeb hoti hai
Banda khud ki Nazar Mein Sahi hona chahie
Duniya to Khuda Se bhi dukhi hai
Meri Dosti Ka fayda utha lena
Kyunki meri Dushmani Ka nuksan seh nahin paunga
Secunder To ham apni Marji Se Hain
Per ham duniya nahin dil jitne aaye Hain
Meri Aankhon ke Jadoo se abhi tum kahan wakif ho ham use bhi jina sikha dete Hain Jise Marne Ka shauk Ho
Hazar gham meri fitrat nahin Badal sakte
Kyunki Mujhe aadat hai muskurane ki
Paida To ham bhi Shareef hue the
Lekin Sharafat se hamari Banti nahin
Sakoon ki baat Na kar ghalib
Bachpan wala itbaar ab nahin aata
Main tere Naseeb ki barish nahin Jo tujh per Bharosa jaaun tujhe takdeer badalni hogi Mujhe pane ke liye
Vah log bhi chalte Hain aajkal tevar Badal kar
Jinhen humne hi sikhaya tha chalna sambhal kar
Attitude hone se hi kuchh nahin hota
Smile aisi do ki logo Ka Dil jeet lo
Baith kar kinare per Mera Didar Na kar
Mujhko samajhna Hai To samander Mein utar ke dekh
Kahani khatam Hui aur aise khatam hoga
Log ro pade taliya bajate hue
Mat dekh tu Mujhe aise
Warna najar lag jayegi
Kuch rishte munafa nahin dete
Per Ameer jarur banaa dete Hain
Hath pakad le pagali abhi tera ho sakta hu
Bheed bahut hi khobi sakta hun
Rehte hain aaspaas kuchh log lekin Sath nahin dete kuch log jalte Hain mujhse per khak nahin hote
Dekh itna attitude mat dikha jab ham school mein the tab Teri Jaisi ladkiyon Se To ham apna homework karvate the
Ham vahi Hain bus thikana badal gaya hai ab
Tere dil se nikal kar apni aukat Mein rehte hai
0 Comments
Please do not spam