broken heart poetry In Urdu 2 lines sms
کبھی فرصت ملے تو سوچنا جرور
ایک لاپرواہ لڑکا کیو تیری پربہ کرتا تھا
कभी फुर्सत मिले तो सोचना जरूर
एक लापरवाह लड़का क्यों तेरी परवाह करता था
Kabhi fursat mile To sochna jarur
Ek laparwah ladka kyon
Teri parwah Karta tha
بہت تکلیف دیتی ہے نہ میری باتے تمھے
دیکھ لینا ایک دیں میری خاموشی تمھے رولا دیگی
बहुत तकलीफ देती है ना मेरी बातें तुम्हे
देख लेना एक दिन मेरी ख़ामोशी तुम्हे रुला देगी
Bahut takleef deti hai na meri baten
tujhe Dekh lena ek din meri
khamoshi tujhe rula degi
نظر انداز کرنے کی وجہ کچھ تو بتاتے تم
اب میں کہا کہا خود کی برائیاں دنڈھو
नजर अंदाज करने की वजह कुछ तो बताते तुम
अब मैं कहा कहा खुद की बुराइया ढूँढू
Najar Andaaz karne ki vajah kuchh
To batate Tum Ab main Kahan
kahan khud ki buraiya dhundho
کاٹے تو نصیب میں آنے ہی تھے
پھول جو ہم نے گلاب چنا تھا
कांटे तो नसीब में आने ही थे
फूल जो हमने गुलाब चुना था
Kaante To Naseeb mein aane hi the Phool Joh humne gulab chuna tha
दम तोड़ जाती है हर शिकायत लबों पे आकर,
जब मासूमियत से वो कहती है मैंने क्या किया है
Dam Tod jaati hai har shikayat Labo pe aaker Jab masoomiyat Se vah kahati hai Maine kya Kiya hai
دعا کرنا دوستو اس بار کسی سے عشق نہ ہو
मै फिर से निकलूंगा तलाश -ए-जिन्दगी में ….
दुआ करना दोस्तों इस बार किसी से इश्क ना हो
Main fir se niklunga talash -e- jindagi mein
Dua karna doston is bar kisi Se Ishq Na Ho
تمہارا شہر دیکھا تو بڑی تکلیف ہوتی ہے
हम मिलते है अपने गाओ में दुश्मन से भी इठला कर |
तुम्हारा शहर देखा तो बड़ी तकलीफ होती है ||
Ham milte Hain Apne gaon mein Dushman se bhi ithla kar Tumhara Sehar dekha To badi taklif hoti hai
45+ love poetry in urdu Read more
مینے اورو سے سنا ہے میں پریشان ہو آجکل
अपने हालात का खुद पता नहीं मुझको,
मैंने औरों से सुना है के मैं परेशां हूँ आजकल…
Apne halat ka khud pata nahin mujhko
Maine oro se Suna hai ki main pareshan hu aajkal
ٹھہر جائے تو انگارہ ہی بہہ جائیں تو دریا ہے
मेरी आँखों में आसूं, तुझसे हम दम क्या कहूं क्या है.
ठहर जाये तो अंगारा है,बह जाये तो दरिया है.
Meri aankhon mein aansu tujhse ham dam kya kahun kya Hare jaaye to Angara hi bah jaaye to dariya hai
جن زخموں سے خون نہیں نکلتا سمجھ لینا
وہ زخم کسی اپنے نے ہی دیا ہے
जिन जख्मो से खून नहीं निकलता समझ लेना
वो ज़ख्म किसी अपने ने ही दिया है।
Jin zakhmo se khoon nahin nikalta samajh lena Vah jakhm kisi Apne ne hi Diya hai
گرنے تھا جو آپ کو تو سو مقام تھے
یہ کیا کیا کہ نگاہوں سے گر گئے
गिरना था जो आपको तो सौ मक़ाम थे,
ये क्या किया कि निगाहों से गिर गए।
Gananatha jo aapko to so makam the
Yah kya Kiya ki nigahon Se gir Gaye
70+ sad love poetry in urdu Read more
اگر بکنے پے آجاؤ تو گھاٹ جاتے ہیں دام اکثر
نہ بکنے کا ارادہ ہو تو قیمت اور بڑھتی ہیں
अगर बिकने पे आ जाओ तो घट जाते हैं दाम अक्सर,
न बिकने का इरादा हो तो क़ीमत और बढ़ती है।
Agar bikane per a jao to ghat jaate Hain dam Aksar Na bikane Ka irada ho to kimat aur badhti hai
پر جو ملا کسی نہ کسی کام سے ملا
मिलने को तो हर शख्स एहतराम से मिला,
पर जो मिला किसी न किसी काम से मिला।
Milane ko to Har sakhs hetram Se Mila
Pr jo mila kisi Na kisi kam se mila
چراغ بجھتے ہی خیمہ بدلنے والے لوگ
सितम ये है कि हमारी सफों में शामिल हैं,
चराग बुझते ही खेमा बदलने वाले लोग।
Sitam yah hai ki hamari sapoof mein Shamil hai Chirag bujhte hi khema badalne wali dog
پاؤں کے لڑکھڑانے پے تو سب کی ہے نظر
سر پر کتنا بوجھ ہے کوئی دیکھتا نہیں
पांवों के लड़खड़ाने पे तो सबकी है नज़र,
सर पे कितना बोझ है कोई देखता नहीं।
Paon ke ladkadane pe to sabki hai Nazar
Sar pe Kitna boj hai koi dekhta nahin
Sad bewafa poetry in urdu Read more
آپ کی خاطر اگر ہم لوٹ بھی لے اسمہ
کیا ملے گا چند چمکیلے سے شیشے توڑ کے
आप की खा़तिर अगर हम लूट भी लें आसमाँ,
क्या मिलेगा चंद चमकीले से शीशे तोड़ के।
Aap ki khatir agar ham lut bhi le Aasman
Kya milega Chandan chamkila se sheesha Tod ke
جو قریب تھے وہ نہ جانے کب دور ہوگئے
اور جو دور تھے وہ جانے کب قریب ہوگی
یو پلکے بچھا کر تیرا انتظار کرتی ہے
یہ وہ گناہ ہے جو ہم بار بار کرتے ہیں
यूँ पलके बिछा कर तेरा इंतज़ार करते है ......
यह वो गुनाह है जो हम बार बार करते है ...!!
You palke bicha kr Tera intezar Karti ha
Yah vo gunah hai jo ham bar bar karte Hain
سوچا تھا آج تیرے صبح کچھ اور سوچو
اب تک اس سوچ میں ہوا اور کیا سوچو
सोचा था आज तेरे सिवा कुछ और सोचुँ !
अभी तक इस सोच में हुँ कि औरक्या सोचुँ !!
Socha tha Aaj tere Siva kuchh aur sochu
Abhi tak is soch mein Hun kya aur kya sochu
لمبی فہرست کے آئے تو رنجش بھلا دینا دوستو
کسی کو نہیں خبر کی سانسوں کی مہلتیں کہاں تک ہیں
लम्हे फुर्सत के आएं तो, रंजिशें भुला देना दोस्तों,
किसी को नहीं खबर कि सांसों की मोहलत कहाँ तक है।
Lamhe fursat ki aaye To ranjish bhula Dena dost Kisi Ko nahin khabar ki Sanson ki mohalat kab tak hai
یاد رکھنا ہی محبت میں نہیں ہے سب کچھ
بھول جانا بھی بڑی بات ہوا کرتی ہو
याद रखना ही मोहब्बत में नहीं है सब कुछ,
भूल जाना भी बड़ी बात हुआ करती है।
Yad rakhna hi Mohabbat mein nahin hai sab kuch Bhul Jana bhi badi baat hua karti hai
اس بار وہ مجھے لوٹے تو پوری طرح لوٹے
آواز کسی کو نہ آئے مگر دل پوری طرح ٹوٹے
इस बार वो मुझे लुटे……………., तो पूरी तरह लुटे
आवाज़ किसी को ना आये मगर दिल पूरी तरह टूटे
Is bar vah mujhe loote to Puri terha loote
Awaaz kisi Ko Na aaye Magar Dil Puri tarah tute
کھلے آسمان کے نیچے بیٹھا ہوں کبھی تو برسات ہوگی
ایک بے وفا سے پیار کیا ہے تو زندگی کبھی تو برباد ہو گئی
खुले आसमान के निचे बैठा हूँ …कभी तो बरसात होगी …..
एक बेवफा से प्यार किया हैं तो ज़िन्दगी कभी तो बर्बाद होगी
Khule Aasman ke niche baitha hun kabhi To barsat hogi Ek bewafa se pyar Kiya hai To jindagi kabhi To barbad hogi
پاس وہ میرے اتنے کی دوریوں کا کوئی احساس نہیں
پھر بھی جانے کیوں وہ پاس ہو کر بھی میرے پاس نہیں
पास वो मेरे इतने कि दूरियो का कोई एहसास नहीं,
फिर भी जाने क्यों वो पास होकर भी मेरे पास नहीं
Pass voh mere itne ki duriyon ka koi ehsas nahin Fir bhi jaane kyon woh pass hokar bhi mere pass nahin
کعبۃ تو صرف زندہ انسان کے لئے ہے
میت کے لیے تو سب راستہ چھوڑ دیتے ہیں
रुकावटें तो सिर्फ ज़िंदा इंसान के लिए हैं
मय्यत के लिए तो सब रास्ता छोड देते हैं
Rukka bate to sirf Zinda Insan ke liye hai
Mayyat ke liye to sab rasta chhod dete Hain
گزرا ہے محبت میں کچھ ایسا بھی زمانہ
روٹھ ہو اگر تو منایا تھا ہمیں بھی کسی نے
गुजरा हैं मोहब्बत में कुछ ऐसा भी ज़माना
रूठा हूँ अगर तो मनाया था हमे भी किसी ने
Gujara hai Mohabbat mein kuchh Aisa bhi jamana Ruthi hu agar tu manaya ha hamen bhi kisi ne
قدر کیا ہوتی ہے پیار کی تجھے وقت ہی سکھا دے گا
चले जायेंगे एक दिन तुझे तेरे हाल पर छोड़कर
कदर क्या होती हैं प्यार की तुझे वक़्त ही सीखा देगा
Chale jaenge ek din tujhe tere HAL per chhod kar Kadar kya hoti hai pyar ki tujhe waqt hi sikha dega
کچھ رشتوں کو ملاقاتوں کی ضرورت نہیں ہوتی
دل سے ہی یاد کرو وہ نکھرا یا کرتے ہیں
कुछ रिश्तों को मुलाकातों की जरुरत नहीं होती
दिल से ही याद करो वो निखर आया करतें हैं
Kuch rishte ko mulaqat ki zarurat nehi hoti
dil se hi yaad karo wo nikhar aya karte ha
بے شک نظروں سے دور ہو
پر تم میرے سب سے قریب ہے
बेशक नजरों से दूर हो,
पर तुम मेरे सबसे करीब हो
Besak nazron se dur ho,
par tum mere sabse karib ho
Wafadar aur Tum khayal acha haiBewafa aur ham ilzaam bhi achcha hai
Mat poochho Mujhe kya gam Hai tere bade per Jinda Hun kya Kam Hai
Nikale ham duniya ki bheed Mein To pata chala ki har wah shaks Akela Hai jisne Mohabbat ki Hai
Kabhi fursat mile To sochna jarur ek laparwah ladka Teri kyon parwah Karta tha
Har Dard ka ilaaj milta tha jis bajar mein Mohabbat Ka Naam Liya to dava khane band Ho Gaye
Tute hue Dil bhi dhadakte Hain umr bhar chahe Kisi ki yad Mein chahe fir Kisi ki fariyad mein
Mujhe jis Chirag Se Pyar tha Mera sab kuchh usi ne jala Diya
Chhodkar apni nishaniyan mere Dil Mein vah bhi chale gaye waqt ki tarah
Ham to Naram patto ki shaak hua Karte the chile itne Gaye ke Khanjar Ho Gaye
Palkon ki had Tod kar Daman per a Gira ek aansu mere Sabar ki toheen kar Gaya
Taras aata Hai Mujhe Apni Masoom si palkon perJab bheek kar kahati Hain ab Roya nahin jata
Ab Kahan zaroorat Hai hathon Mein pathar uthane ki todne bale to zubaan se dil tod dete hai
Meri wafaon ko thukrane wale kash tujhe bhi Kisi bewafa Se Pyar Ho jaaye
Maine kaha bahut Pyar aata Hai tum per vah muskura kar bole aur tumhe aata hi kya hai
Chehra bata raha tha mara Hai bhookh ne sab log kah rahe the ki kuchh khakar mar Gaya
Na shauk Didar Ka Na fikra judai ki bade Khush Naseeb hai wo log Jo Mohabbat nahin karte
Mohabbat kar sakte ho to Khuda Se Karo dostonMitti ke khilaune se kabhi Wafa nahin milti
Kuch is tarah bunenge ham apni takdeer ke dhaage ke acche accho ko jhukana padega hamare aage
Bahut zalim Ho Tum bhi Mohabbat aise karte ho Jaise Ghar ke pinjre Mein Parinda pal Rakha Ho
Mere andar kuchh tuta Hai Bus dua Karo Dil Na hun
Mohabbat na Sahi mukadma kar de mujh per kam se kam tarif dar tarikh mulakat To hogi
Aaj main use talasha apne aap mein woh har jagah mile sibaye takdeer ke
Sunna chahta Hun awaaz tumhari per baat karne ka bahana mujhe nahin aata
Kitna dushwar hai jazbon ki tijarat karna ek Hi shaks Se do bar Mohabbat karna
Dhundh kitab e Ishq Se koi fatwa qazi Jo chhod jaaye uski yadon Mein kaise Jiya jaaye
Ulhazti zindagi Se maut a jaaye to behtar hai humse Yun armaanon ka Tamasha nahin dekha jata
Tajurba kehta Hai Mohabbat Se kinara kar lu aur Dil kehta Hai Ya tajurba dobara karlu
Nigaho Se bhi chot lagti Hai janab jab koi dekh kar andekha kar de
Kaise Karun Bharosa gairon Se Pyar per Apne hi Maja lete Hain apnon ki har per
Khud Ko mere Dil Mein chod Gaye Ho Tumhe To theek se bichhadna bhi nahin aata
Gujari hai aaj Ishq ke use makam Se nafrat bhi Ho gayi Hai Mohabbat ke naam se
suna hai dard ka ehsaas to chahane walon Ko hota Hai jab dard hi chahane wale de To kya hota Hai
Siskiya leta hai vajud mera ghalib noch noch kha gai Teri yad mujhko
Umr bhar ham galti Karte rahe Ghalib dhool chehre pe thi aur ham aaina saaf Karte rahe
Woh aaye hamare ghar mein Khuda ki Kudrat Hai kabhi ham unhen kabhi apne ghar ko dekhte hain
Dil Mein Dard ho to dawa kijiye jab dard e Dil Ho To kya kijiye
Mujhe chhodkar tanha kar Diya tumne Dard ko is Dil Se bhar diya tumne
Itni bheed Mein Ho Tum ab ki mera na hona pata bhi Na chalega
Yah Jo tere Bina khalipan lagta Hai Pyar ki bhasha mein iSe Mohabbat Kehte hai
Ab mujhmein talash Na bhul jaenge log agr thofe main agar main unko aayena de du
Tamanna e Ishq bus itni si rakhte Hain ham jiye To tujhe Paaye hare to tere Ho jaaye
Jagna bhi qubool Hai Teri yadon Mein Raat bharTere ahsaso me jo sukun hai nind mein kahan hai
Tere Didar ke Lamhe bahut kimti the Magar aankh jhapak to khasara karte
Aap koi Khwab naya utarta hi nahin Dil MeinBahut hi sakht Laga Hai Pehra tumhari Chahat ka
Kin lafzon Mein likhun main Apne intezar Ko bezubaan sa Ishq tumhen khamoshi se dhundhta hai
Ishq Ka taluk jab ruh se ho to Didar e yaar Se Dil nahin bharta
Jo safar maut per khatm Ho Shayad wahi wala Ishq hua Hai Mujhe
Rooh Tak pahunch na Mumkin nahin ghalib bus ek bar saccha Ishq To karke dekh
Ishq Ki bimari lailaaj hoti hai pata nahin fir bhi kiyu lajawab hoti hai
Tum nahin ho to kitna khal raha hai Ishq kya hota hai pata chal raha hai
0 Comments
Please do not spam